logicaly sochen,kiya jis ki zamin ju hamara malik hae wo agher apna mesaage kise ke damagh mae bhej detu kiya us ke liye mushkil hae?
her chez show hune ka waqt mukarar hae,naturaly,ham zinda logon ko kise zarye se ye pegham ponche tum ne zamin ke malik ka pegham sunna agher chur dea tu es ka matlab tum Allah ke bheje huwe 1 lakh 24 hazar peghambar oliya karam ko bhul jao ghe?kiya wo nahe janta ham kiya kar rahe hean,wo kise se darta hae?jub wo keh raha hae tum waqt ke sath chalo,apni doneadare mae mat bhulo tum kise bhi waqt mar saqte hu us ke liye kise bhi jan nikalne se koe ose rok saqta hae?sab jante hean elm ghaeb sirf Allah ke pas hae?per kiya wo etni bare kiyanat insan ko de saqta hae tu kiya wo elm ghaeb jub tum us taq ponch jao kiya wo inkar kare gha may nahe deta insano ko?jub us ne hame etni bare ezat bakhshi ashraful makhlokat banaya croron makhlokon ko sajda insan ko karne ka hukam ata farmaya,sab ne sajda kiya,Allah ke bad dusre taqat kiyanat ki malkeat insan hae tu kiya wo hamare ander ju khubean khud rakhta hae wares hune ke nate wo taqat hame nahe de gha,agher bher ka bacha bhi sher otha le ja raha hu tu wo apni jan ki parwa kiye bagher aik dafa zaror sher se apne bache ko churane ki koshish kare gha,ese trah wo tu sab se bara taqatwar hae,wo apne insano ko khatre mae dekh kar hamare madad nahe kare gha>?afsos huta hae aj kal her insan jhuta hae agher un mae koe aik sacha ban jae wo log ose ehmeat nahe dete,na khud kuch karna na kise ko karne dena,kiya may es se phele etni malomat janta thaa>?jitni aj us ne muje sekhaen bataen zaban sekhae,insano ki madad ka hukam dea?kiya may olade oliya kise donyave hawas ke liye tume khaberdar kar raha hun may ne tum se kise chez aik rs bhi kise se liya,?olade oliya jante hu kon hean?wo peghambare akhir ke chachazad mamamozad saghe reshte khuni ko,rat ke andhere mae khud elwedha kiya jao batao muslim ki shan ur khatme nabuwat ka elan karo,us waqt safer asan nahe thaa,salon safer karke manzil taq ponchna asan nahe thaa,dako lotere karbala jise halat hute thye,tv broadcasting nahe ejad huen then insan khud jata thaa jan hathele per rakh kar oliyakaram apni familion ke sath kae katal huwe kahen lote ghae per wo jante thye hamara aqa ki khas hikmat thye es liye khatre mae bheja,jub eman mazbut hu bharosa sachae imandare se apni apni dutean kin,tab he aj ham Allah ko jante hean wo na ate hame kise pata chalta,?may thak ghaya samja samja kar,keon dusron ke haqooq chente hu bare bare plaze banate hu,kitni dolat tum apni zindaghi mae estamal karsaqte hu,keon nahe haqdaron ko dete keon larte hu jub jante hu ham aik he bap ki olad hean,samju qurane pak ko phir pochna muj se may bataon gha manzil ka pata agher bharosa eman dil se pochu ghe,damadam mastqalander,
